Aabaad Barbaad Lyrics - LUDO Full Song Lyrics | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam,Sandeep - Lyricworld


Aabaad Barbaad Lyrics - LUDO Full Song Lyrics : This song is from the movie Ludo releasing on 12 November on Netflix, starring  Abhishek A Bachchan, Aditya Roy Kapur, Rajkummar Rao, Pankaj Tripathi, Rohit Saraf, Fatima Sana Sheikh, Sanya Malhotra, Pearle Maaney, Inayat Verma, Asha Negi, and Shalini Vats and directed by Anurag Basu.

This song title "Arabaad Barbaad" is sung by Arjit Singh and the music of the song given Pritam while the lyrics of the song written by Sandeep Srivastava.This song is released on T-series.


Song Title :Aabaad Barbaad
Singer :Arijit Singh
Music : Pritam
Lyrics :Sandeep Srivastava
Starring :Abhishek A Bachchan, Aditya Roy Kapur
Music Label :T-Series


Aabaad Barbaad

Ya to barbaad kar do

Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Woh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do

Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi woh harf keh do

Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

Tum jo Sheerin na huye kya
Humko Farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do




Aabaad Barbaad Video